AIOU Solved Assignments 1 & 2 Code 472 Autumn & Spring 2024

aiou solved assignment code 207

Aiou Solved Assignments code 472 Autumn  &  Spring 2024 assignments 1 and 2  Course:  Quran Alhaqeem (472) spring 2024. aiou past papers.

Course: Quran Alhaqeem
Level: B.A
Assignment no. 1
Code: 472
Semester: Autumn  &  Spring  2024

AIOU Solved Assignments 1 & 2 Code 472 Autumn & Spring 2024

Question no. 1

Surat albaqarah ka taruf  tehreer kren r is surat k aham mazamin ki fehrist tyar kren.

Answer:

                Surat bakarah ka taruf

Surat bakarah madni surat hai. Ye tarteeb k lehaz se dusri bari surat hai. Is surat me 40 raku hain r 286 ayat hain. Hazur (SAW) jb hijrat kr k madina tashreef lay to bilkul ibtadai dor me is surat ka nazul hua.

Is surat me agay chal k gay ka zikr aya hai is lye iska naam bakrah hai Hazrat Muhammad (SAW) ne khuda ki rehnumai se aksar surton k unwanat ki bjae unk naam tajweez farmay jo mehaz alamat ka kam dete hain.

Surat bakrah ki ahmiyat o fazilat:

Surat bakarah Quran Majeed ki suraton me se hai.ulma ka kol hai k jo ahkamo masail sary Quran me tafseelan byan kiye gay hian unko is surat me mukhtasaran is surat me samo dia gya hai, Is surat ki ahmiyat o fazilat mutadid ahadees me byan ki gai hai. Hazrat abu saeed khidri seriwayat hai k hazur (SAW) ne farmaya: jis surat me gay ka zikr hai wo Quran ki mezan hai. Ise seekha kro r iska seekhna khero barkat ka bais hai jadugar iska mukabla ni krskty.

Sehal bin saad riwayat hai k Hazur (SAW) ne farmaya Hr cheez ki ek kohan hoti hai r Quran Majeed ki kohan surat bakarah hai jo din k wakt apne ghr me surat bakarah ki tilawat krta hai is me 3 din tk shetan dakhil ni hoskta r jo rat ko apne ghr me prhy ga us k ghr 3 raaten shetan ni ay ga.

Surat bakarah k aham mazamin:

Ye surat hijrat k bd bilkul ibtadai dor me madina munawwar me nazil hui khud surat k mazamin se zahid hota hai k is surat ka beshtr hissa hijrat e madina k bd ibtadai dor me nazil hua tha r thora sa hissa aesa hai k job d me nazil hua hatta k sud ki mamanat jo ayat nazil hui wo b is me shamil hain halan k ye ayat Hazur(SAW)  ki hayat e taibba k bilkul akhri zamana me nazil hui thn is surat k mazamin ko samjhne k lye is surat k pase manzar ko janna zruri hai.

AIOU Solved Assignments 1 Code 472 Autumn & Spring 2024

AIOU Solved Assignments 2 Code 472 Autumn & Spring 2024

AIOU Solved Assignments Code 472 Autumn & Spring 2024

AIOU Solved Assignments 1 & 2 Autumn & Spring 2024 Code 472

 

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *