AIOU Solved Assignments 1 & 2 Code 203 Autumn & Spring 2024

aiou solved assignment code 207

AIOU Solved Assignments 1 & 2 Code 203 Autumn & Spring 2024. Solved Assignments code 203 Science 2024. Submit to allama iqbal open university tutors address.

AIOU Solved Assignments Science Code 203 Autumn & Spring 2024

Code: 203 Matric
Course: Science
Semester: Autumn & Spring 2024

Question No. 1
Mandarjazel ki tareef likhen.
Geophysics:
jis ilam ki madad se zameen par r zameen k andar mojoud ashia ky bary me mutalya kia jata hai geophysics kehlata hai. Masalan madniat jese petrol ky bary me janna.

Moreover: AIOU solved Assignment

AIOU Solved Assignments Science


BioChemistry:
Ttamam jandaron me har wkt kimiyai talukat hoty rehty hain jin k zariye in k afal ki anjam dahi ky liye tawanai peda hoti hai. Jandaron me hone waly in tmam kimiyai talukat ky mutalya ko biochemistry kehty hain.
Science:
Science ky lafzi mani hain, janna yani har chwwz asul ya kanun jesa aur jis tarh ka b hai isk bary me jana jae is me insan ky akeedy, khowaish, kias ya pasand ya napasand ka koi dakhal nai. Science me mojud ilm sirf aesa ilm hai jise mohtat andazon , mushahdat, pemaishat aur darust andrajat k bad hasil kia gya hai. Wo kisi b kom k kisi b fard ki mehnat ka natija ho. Goya fitrat ky kawaneen a ur asulon par mabni aesa ilm jo mushahdaat , tajurbat aur darust pemaish ky bad hasil kia gya ho wo science kehlata hai.

Moreover: AIOU Assignments Marks

AIOU Solved Assignments Science Autumn 2024


Maskan:
Mahol ki wo mekhsus kisam jis me koi nuh rehti hai is noh ka maskan kehlati hai. Masalan aik jungle me darakhton ki chotian kisi parindy ka maskan hoskti hain. Aik kum gehri thandy aur tezz behty huy pani ki nadi trout ka maskan hoti hai. Is trha se lakri ki gili jo gal sar rahi ho pattion ki mukhtalif anwa fanjai aur bohat se micro organism misali maskan hota hai. Maskan nook o zinda rehne k lye mozon kisam ki zaruriyat masalan munasib khurak, chatt, temperature etc mohiya karti hai.
Green House Effect:
Suraj ki roshni hararat ka sb se bara zariya hai. Suraj ki shuaen roshni ki surat me bila rok tok zameen par pohanchti hain. Ye short wavelength ki shoaen hoti hain. Zameen se takrany aur jazab hone pr ise garam kar dyti hain.
Troposphere:
Ye hawai kurah ki sub se nichli teh ya hissa hai jo satah samundar se takreeban 10 se 12 km unchain tak waky hai. Is kurah me amli tor pr hwa, badal, barish, oly , baraf aur hawai tufan ka raj rehta hai. Yani kurah hawai ka ye hissa ek kyfiyat me ni rehta balky satah zameen par mukhtalif tapash ky zere asar Is hissa me har wakat tabdillian ati rehti hain. Algarz kurah hawai ka ye hissa mosmi tabdiliyo or kyfiyat ka mamba hai sb se nichli aur zyada dubao wali the hone ki wja se is me hawai mady mojud hain.

Moreover: AIOU Tutors

AIOU Solved Assignments Code 203 Autumn 2024


Ghalib Jeans:
Jo khasusiyat ainda nasal me ubhar kar wazyah nazar aen in ko ghalibjeans kehty hain.
Gherfkariya janwar:
Aese janwar jin me reerh ki haddi mojud na ho gherfkariya janwar kehlaty hain.
Pollination:
Polen green ka stamen ky anther se karpal ky stigma pr muntkil hone ky amal ko pollination kehty hain.
Ozon:
Fizah ki drmiyani the krda kaim stratosphere me ozon gase aik bareek ghulaf ki surat me mojud hai. Agarchy ozon kul krda fizai ka siraf 10 lac hai lekin zameen par zindgi ki bka me iska bohat bara hath hai.

Moreover: AIOU Solved Assignments Code 202

AIOU Solved Assignments Science Code 203 Autumn 2024


AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203
code 203

AIOU Solved Assignments Science Code 203

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *